Agar ap Till Rate in Pakistan Today 2022 search kar rahey hain. Tu ap bilkul thek website per Tashrif laye hain. Es post mein apke sath Pakistan mein white Til ki prices share ki ja rahi hain.
Till Price in Pakistan Today 2022
Nechey zail main Pakistan ke Mukhtalif shehron mein Til ki kimat darj hai;
City Name | Weight | Price |
Til Rate in Faisalabad | 40 KG | Rs. 10500 – 12300 |
Bahawalnagar Till Price | 40 KG | Rs. 10500 -12800 |
Sahiwal | 40 KG | Rs. 11000 -12000 |
Arifwala | 40 KG | Rs. 11500 -12500 |
Hasilpur | 40 KG | Rs. 10500-11000 |
Chishtiyan | 40 KG | Rs. 11000 – 11500 |
Bhakkar | 40 KG | Rs. 11450 |
Okara | 40 Kg | Rs. 11500 – 13450 |
Fatehpur | 40 KG | Rs. 10500 – 11000 |
You can also check:
Pakistan mein Till 65 Districts mein Crop kia jata hai. Es fasal ki kasht Sindh, Punjab, NWFP or Baluchistan mein ki jati hai. Esy Tail ki Fasal (Oil Seed Crop) ke tour per bhi jana jata hai.
Till Pakistan ki ek eham Fasal hai. Ye High quality mein paya jata hai. Es mein protein ki quantity Takreeban 22% tak hai. Jis ki waja se Ye ek behtreen Faslon mein Shumar hoti hai.