A Practical Dairy Farming Guide book is composed by Dr. Shoukat Ali Bhatti and Dr. Muhammad Sajjad Khan. It has 136 pages.
Gaiyon Ki Afzaish | Dairy Farming in Urdu
Es kitab mein dairy farming karney walon ke liye kafi behtreen malomat likhi gai hai. Moweshi paal kishan hazirat es kitab ki madad se dairy ke karobar ko mazeed barha saktey hain.
Ap es kitab mein, Dairy farming ke important satoon, dhodial janwaron ki naslon, Khorak ki dekh bhaal o rehaish or sehat ke baray mein tafseel ke sath parh saktey hain.
You can read about the following topics,
- Dhod deney waley janwaron ki naslein
- Mutawazan khorak or Es ki ehmiyat
- Chara jaat ko mehfoz karne ki ehmiyat
- Wanda banane ka tariqa or oski ehmiyat
- Janwaron ki touleedi sehat
- Janwaron ki rehaish
- Janwaron ki chand mashhor eham bemariyan
- Deworming in animals in Urdu
- Urea ki ghizai ehmiyat etc
Please es kitab ko educational purposes ke liye apne doston ke sath lazmi share karein ta ke kisi ka bhala ho sakey.
Size: 39.46 MB | Download Now |